RAM Kya Hai Puri Jankari Hindi Me
RAM Meaning In Hindi, RAM Ki Full Form Kya Hai, RAM Kya Hai, RAM Kitane Parkar Ki Hoti (Types Of RAM) Agar Aap Bhi Ram Ke Bare Me Janana Chate Hai To Aaj Ka Tutorial Special Aapke Liye Hi Hai RAM Ke Bare Me To Aap Kuch To Janate Hi Hoge Kyoki RAM Hamare Mobile, Computer & Laptop Me Hoti Hi Hai RAM Ke Karan Hi Hum Ye Sab Kuch Kar Pate Hai Is Liye Hame RAM Ke Bare Me Puri Janakari Honi Bahut Jaruri Hoti Hai.
RAM Kya Hai Puri Jankari Hindi Me |
Computer & Mobile Ke Liye Sab Se Jaruri RAM Hoti Hai RAM Ke Karan Hi Hum Computer Ya Mobile Ko Chala Pate Hai Computer Ke Liye Memory RAM Utani Hi Jaruri Hoti Hai Jitana Hamare Liye Hamara Dimag Computer Work Karte Samay Apani Memory RAM Ka Use Karta Hai Ab Jayada Samay Na Lete Huye Jaan Lete Hai Aakhir RAM Kya Hai Hai Aur Kaise Work Karti Hai Aur RAM Kitane Types Ki Hoti Hai.
RAM Kya Hai Puri Jankari Hindi Me
Computer Me 2 Parkar Ki Memory Hoti Hai Ek Hard Diak,Pen Drive Internal Memory Jis Me Hum Apna Data Save Rakhate Hai Aur Jis Memory Me Hum Apna Personal Data Safe Rakhate Hai Ise Rom ( Read Only Memory) Ke Naam Se Bhi Jana Jata Hai.
Computer & Mobile Me Dusri Memory Hoti Hai RAM Jis Me Hum Mobile Ke Apps & Software Store Hote Hai RAM ROM Se 2 Guna Tak Kam Hoti Hai Jaise Hamara Mobile 2 16 Iska Matalab Hai 2Gb Ram Aur 16Gb ROM RAM Me Hamare Mobile Ya Computer Ke Software Work Karte Hai .
RAM Full Form
RAM Ke Bare Me Aap Jaan Hi Gaye Honge RAM Kya Hai Aur RAM Kitani Jaruri Hoti Hai Agar Aapko Abhi Tak Ram Ki Full Form Ke Bare Me Jamalri Nahi Hai to Chaliye Aapko Batata Hu Ki RAM Ki Full Form Kya Hai Aur RAM Ko Hindi Me Kya Kahte Hai
Full Form Of RAM
RAM – Random Access Memory
R—Random
A—Access
M—Memory
Types Of RAM (RAM Kitane Parkar Ki Hoti Hai)
RAM 2 Parkar Ki Hoti Hai
- SRAM— Static RAM
- DRAM— Dynamic RAM
Static RAM (SRAM) — Yah RAM Electric Power Par Chalti Is RAM Ko Banane Ka Karch Bhi Bahut Aata Hai SRAM Ko Sesh Memory Ki Tarah Use Liya Jata Hai SRAM Me Kepistar Ki Bhi Jarurat Nahi Hoti Hai Aur DRAM Se Jyada Fast Hoti Hai.
Dynamic RAM (DRAM) — Yah RAM SRAM Se Sasti Hoti Hai But Bahut Jald Kharab Ho Jati Hai Dynamic RAM Ko RAM Ke Rup Me Kaam Me Liya Jata Hai DRAM Me Power Ki Bahut Kam Jaturar Hoti Hai.
RAM Ke Bare Me Kuch Jankari
- RAM Electric Power Par Chalti Hai Agar Hamara Computer Ya Mobile Band Ho Jata Hai To RAM Khali Ho Jati Hai.
- Isi Tarah Jab Hum Apne Pc Ya Mobile Ko Dubara Switch On Karate Hai To RAM Ke Andar Data Aa Jata Hai Aur Softwares Work Karne Lag Jate Hai.
- RAM Full Ho Jane Par Hamara Mobile Ya Computer Hang Hone Lagta Hai Kyoki Internal Full Ho Chuki Hai.
- RAM Hamare Mobile Aur PC Device Ka Sab Se Jaruri Jisha Hota Hai.
- RAM Ki Stores Kam Kar Ke Computer Laptop Ki Speed Bhi Badhai Ja Sakti Hai.
Aaj Ki Post Me Aapne Sikha Ki RAM Kya Hai Full Form Of RAM, Types Of RAM (RAM Kitane Parkar Ki Hoti Hai) Umeed Karta Hu Ki Aapko Aaj Ki Post Pasand Aai Hogi Aapko Is Artical Se Releted Kahi Bhi Problem Aa Rakhi Hai To Comment Jarur Kare.
0 Comments