Hot Posts

6/recent/ticker-posts

WhatsApp Par Message Schdule Kaise Kare

WhatsApp Par Message Schdule Kaise Kare


How To Schdule WhatsApp Message, WhatsApp Message Schdule Kaise Kare Without Rooting, How to Schedule WhatsApp Messages On Your Android and Iphone - Hello Friends Aaj Main Aapke Liye WhatsApp Se Related Ek Post Aur Lekar Hajir Hun Aaj Ki Post Main Aapko Batane Wala Hun Ki Kaise Hum WhatsApp Par Message Ko Schedule Kaise Kare Yani Kaise Hum Apne Kisi Message ko Kaise Time Set Kar Ke Send Kar Sakte Hai Aapne Bhi Kai Baar WhatsApp Par Message Send Karte Samay Socha Hi Hoga Ki Aakhir Whatsapp  Par Message Schedule Kaise Karte Hai? To Aaj Aapka Ye Question  Main Dur Karne Wala Hun.

WhatsApp Ek Bahut Achha Messenger Hai Jis Se Hum Apne Dosto Aur Pariwar Wala Se Jude Rah Sakte Hai Aur Message Send Aur Receive Kar Sakte Hai Sath Hi Sath Hum Kisi Bhi Friend  Ko Birthday  Wish Bhi Yahi Se Kar Sakte Hai, Aur WhatsApp Par Hum Bahut Kaam Kar Sakte Hai Jis Me Se Ek Hai WhatsApp Par Message Schedule Karna.

Jaise Hamare Kisi Friend  Ka Janmdin Hota Hai To Hum Us Ko Birthday Wish To Karte Hi Hai Aur Wo Bhi Raat 12:00 am Par Karte Hai Aur Kai Baar To Hum 12:00 Am Ka Wait Karte Karte So Bhi Jaate Hai Agar Aap Chahte Hai Ki Dosto Ko Thik 12:00 Baje Wish Kare Wo Bhi Bina Jage To Aaj Ki Ye Meri Post Ko Complete  Pade Is Post Main Aapko WhatsApp Par Message Schedule Send Karne Ke Bare Main Batane Wale Hun Aap Is Ki Help Se Apne Dosto To Sahi 12:00 am Par Brithday Wish Kar Sakte Hai Wo Bhi Bina Jage.

Aapko Main Yaha Par WhatsApp Message Ko Schedule Kar Ke Send Karne Ke Do Tarike Batane Wala Hun Aap Un Dono Ka Use Kar Ke Android  Aur IPhone Dono Me WhatsApp Message Schedule Kar Sakege, Aapko Main Yaha Par Jin Do Methods Se WhatsApp Message Schedule Karne Ke Bare Me Bata Raha Hun Wo Dono Bina Root (Without Root) Ho Jate Hai Yani Is Ke Liye Aapko Mobile Root Nahi Karna Padega Bina WithOut Root Kiye Bhi WhatsApp Message Schedule Kar Sakte Hai.

WhatsApp Par Message Schdule Kaise Kare
WhatsApp Par Message Schdule Kaise Kare


To Chaluye Ab Sidhe Apni Baat Par Aate Hai Ab Main Aapko Yaha 1 Methods  De Raha Hun Aap In Ko Follow Kar Ke Aap Aasani Se WhatsApp Message Schedule Kar Sake Hai Aur Apne Kisi Bhi Friend Ko BrithDay Wish Bina Raat Ko 12:00 am Tak Jage Kar Sakte Hai.

Method- Kisi App Se WhatsApp Message Schdule Kaise Kare


Is Method Main Aapko Batane Wal Hun Ki Kaise Hum Koi Anay App Download  Kai Ke Kaise Whatsapp Message Ko Schedule Kar Sakte Hai To Chaliye Aage Aapko Batata Hun Ki Wo Koun Sa Aap Hai Jis Se Hum WhatsApp Message  Kar Sakte Hai.

Step -1

Sabse Pahle Aap Niche Diye Link Se Ya Play Store Se SKEDit Name Ka App Download Kar Le.

Step -2

SKDit App Install  Karne Ke Baad Aapko SKEDit App Par Login Karna Hoga Aap Is App Ko Facebook Se Login Bhi Kar Sakte Hai Waha Se Login Kar Le.

Step -3

Ab Aapke Samne WhatsApp Business, WhatsApp, Facebook, SMS, Call, Email Ke Options Milege Aap Yaha Par WhatsApp Ko Select  Kare.

WhatsApp Par Message Schdule Kaise Kare




Step -4

WhatsApp Ko Select Karne Ke Baad SKDit App Aap Se Kuch Permission Mangega To Aap Waha Se Settings Me Ja Kar SKDit Ki Settings Of Hai Use On Kar De.

WhatsApp Par Message Schdule Kaise Kare


Step -5

Ab Aapke Samne Aisi Window Open Hogi.

WhatsApp Par Message Schdule Kaise Kare


Add WhatsApp Contect : Yanha Par WhatsApp Contect Add Kare Jis Ko Aap Schedule Message Send Karna Chahte Hai.

Message..... : Yanha Par Aap Wo Message Likhe Jo Message Aap Schedule Karna Chahte Hai.

Schedule : Yanha Se Aap Time Aur Date Set Kar Sakte Hai Jis Time Aap Message Send Karna Chahte Hai.

Ask Me Before Sending : Is Ko Aap Of Karke Rakhe Kyoki Yanha Agar Aap On Kar Lenge To Message Send Karne Se Pahle Aap Se Permission Mangega. 

Step -6

Ab Upar Sari Details Bharne Ke Baad Aap Uapar Schedule Ke Option Par Click Kare.

Step -7

Schedule Par Click Karne Ke Baad Aap Ko Kuch Or Permissions Mangega To Aap Yanha Dismiss Par Click Kare.

WhatsApp Par Message Schdule Kaise Kare


Congratulations! Aapka WhatsApp Mesaage Schedule Ho Chuka Hai Ab Jo Aapne Time Set Kiya Hai Us Time Par Wo WhatsApp Scheduled Message Apne Aap Send Ho Jayega. 

Uapr Maine SKEDit App Ke Bare Me Bataya Ki Kaise Hum Is App Se WhatsApp Ke Message Schedule Kar Sakte Hai, Is Ke Sath Sath Aapko Main Batadun Ki Is App Ki Sahayta Se Hum WhatsApp Business Aur Facebook Ke Message Bhi Aasani Se Schedule Kar Sakte Hai.

 For Your Kind Information Aapko Play Store Par WhatsApp Par Mesaage Scheduler App Bahut Sare Mil Jayege Parantu In Me Se Bahut Kam App Hi 100% Work Karte Hai, Aaj Main Aapko WhatsApp Message  Scheduler App Ke Bare Me Bataya Hai Ye Full Working Hai Wo Bhi WithOut Root.

Last Words:
Aaj Ki Is Post Main Maine Aapko Bataya Ki Kaise Hum WhatsApp Message Ko Schedule Kaise Karte Hai Is Main Aapko Ek WhatsApp Schduler App Bataya Jis Se Aap WhatsApp Message Ko Aasani Se Schedule Kar Sakte Hai.

Umeed Karta Hun Ki Aap Ko Aaj Ki Post How To Schedule Whatsapp Messages On Android And Iphone Without Rooting (WhatsApp Par Mesaage Ko Sechdule Kaise Kare Bina Mobile Root Kiye) Aap Ko Pasand Aai Hogi Aap Niche Diye Soical Sites Link Ke Ye Post Share Bhi Kar Sakte Hai, Agar Aapko WhatsApp Mesaage Schedule Karne Me Kahi Paroblem Aa Rahi Hai To Aap Comment Me Puch Sakte Hai.