Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Mobile Ko Fast Charge Kaise Kare? 5 Tarike

Mobile Ko Fast Charge Kaise Kare? 5 Tarike


Mobile Phone Ko Jaldi Charge Kaise Karte Hai, Mobile Phone Ko Fast Charge Kaise Kare, Android Mobile Ko Fast Charge Kaise Kare Agar Aap Bhi Apne Yahi Karna Chate Hai Aapko Aaj Ke Is Tutorial Me Hum Batyege Ki Mobile Ko Jaldi Charge Kar Sakte Hai, Android Mobie Ki Ye Sab Se Badi Problem Hoti Hai Ki Agar Hum Us Ko Lagatar Use Karte Rahte Hai To Battery Jaldi Low Ho Jati Hai Aur Fir Hum Jab Charge Karte Hai To Kam Se Kam 2-3 Ghante Se Pahle Hamara Mobile Charge Nahi Hota To Is Samay Hame Bahut Problem Hoti Hai

Kai Baar Hamare Sath Kya Hota Hai Ki Hame Kahi Jana Hota Hai Ya Fir Koi Mobile Par Jaruri Kaam Karna Hota Hai Us Samay Hamara Mobile Agar Full Charge Nahi Hota Hai To Hume Bahut Pareshani Hoti Hai Is Tarah Ki Problem Mujhe Bhi Kai Baar Hoti Hai To Us Samay Hum Kya Kare To Aap Is Problem Ka Solution Aage Post Me Batane Wala Hun Ki Mobile Phone Ko Jaldi Charge Kaise Is Ke Liye Aaj Ki Ye Hamri Post Last Tak Read Kare Aapko Last Tak Pata Chal Jayega Ki Kaise Hum Mobile Ko Jaldi Fast Charge Kar Sakte Hai

Main Aapko Bata Du Di Hum Mobile Phone Ko Charge Karte Samay Kuch Galtiya Karte Rahate Hai Un Galtiyo Ke Karan Hamra Mobile Jaldi ( Fast ) Charge Nahi Hota Hai Kuch Chhoti Chhoti Galtiya Aapko Aage Batane Ja Raha Hun Agar Aap Apni Un Galtiya Ko Dur Kar Lete Hai Or Mobile Charge Fast Charge Karne Ke Tarike Ko Agar Follow Karte Hai To Aapka Mobile Jaldi Aur Fast Charge Hona Suru Ho Jayega

Mobile Ko Fast Charge Kaise Kare Mobile Ko Jaldi Charge Karne Ke Tarike
Mobile Ko Jaldi Charge Kaise Kare


Mobile Ko Fast Charge Kaise Kare Mobile Ko Jaldi Charge Karne Ke Tarike


Mobile Ko Jaldi Charge Karne Ke Tarike, Android Mobile Ko Fast Charge Karne Ke Tarike Jo Aapke Mobile Phone Ko Fast Charge Karne Me Aapki Madad Karege


  • Charging  Ke Samay Mobile Use Na Kare —   Mobile Charging Ke Samay Mobile Ko Use Na Kare Akasar Kya Hota Hai Ki Hum Mobile Ko Change Laga Kar Use Karte Rahte Hai Jis Se Mobile Charge Kam Hota Hai Aur Battery Bhi Kharab Bhi Hoti Hai Aapko Bata Du Ki Aiasa Kabhi Bhi Na Kare Kyoki Hamare Mobile Ki Phone Book Par Special Likha Hota Hai Ki Mobile Ko Charging Ke Time Use Na Kare Is Se Aapke Mobile Me Aag Bhi Lag Sakti Hai, Agar Aap Mobile Ko Fast Charge Karna Chahte Hai To Charging Ke Time Mobile Use Na Kare

  • Aeroplane Mode —Mobile Ko Agar Fast Charge Karna Chahte Hai To Ek Method Ye Bhi Hai Ki Jab Aap Apna Mobile Charging Par Lagaye To Aapke Mobile Ka Aeroplane Mode On Kar De Is Se Hota Ye Hai Ki Aapke Mobile Me Background Me Open Sabhi Applications Automatic Off Ho Jati Hai Jis Se Hamara Mobile Aur Bhi Jaldi Charge Hota Hai Kyoki Is Se Mobile Ke Background Me Chal Rahi Sari Applications Off Ho Jati Hai To Mobile Ko Fast Charge Karne Ke Liye Aeroplane Mode On Jarur Kar Le

  • Use Original Mobile Charger —Ye Bhi Ek Hamari Galti Hoti Hai Ki Agar Hamara Charger Kharab Ya Gum Ho Jata Hai To Hum Kisi Dusari Company Ka Charger Ko Use Karne Lag Jate Hai Aapko Batadun Ki Ye Aapki Sab Se Badi Galti Hai Aapki Is Galti Ke Karan Aapka Mobile Fast Charge Nahi Ho Pata Hai Agar Aapka Charger Kharab Ya Gum Ho Gya Hai To Aap Ek Baar Aapke Charger Ke Sath Ka Input Output Wala Charger Use Kar Sakte Hai But Rojana Is Charger Ka Use Na Kare Mobile Jaldi Charge Karne Ke Liye Original Charger Hi Use Kare


  • Turn Off Mobile Data, Wi-Fi, Torch, GPS, Bluetooth  —Mobile Data Wi-Fi, Torch, GPS,Bluetooth Agar Hum Mobile Ko Charge Karte Samay ON Rakhte Hai To Mobile Fast Charge Nahi Ho Pata Hai Kyoki Ye Network Par Aadharit Hote Hai Is Karan Hamara Mobile Phone Fast Charge Nahi Ho Pata Hai To Aap Mobile Ko Jaldi Charge Karna Chahte Hai To Mobile Data, Wi-Fi, Torch, GPS, Bluetooth Ko Off Kar Ke Mobile Charge Kare Effect Aapko Kudh Pata Chal Jayega


  • Mobile Ko Charging Ke Samay Sahi Jagah Par Rakhe —Dosto Kai Baar Kya Hota Hai Ki Hum Mobile Ko Charging Par Lagate Hai To Mobile Ko Garam Jagah Par Rakh Dete Hai Us Hota Ye Hai Ki Battery Garam Ho Jati Hai Aur Battery Ki Life Bhi Kam Hoti Hai Aur Mobile Fast Charge Bhi Nahi Ho Pata Hai Iske Sath Sath Jab Aap Mobile Ko Charging  Par Lagaye Tab Us Ka Back Cover Hata De Kyoki BackCover Ke Karan Bhi Mobile Garam Ho Jata Hai Jis Se Mobile Jaldi Chage Nahi Ho Pata Hai

  • Switch Off Your Mobile Phone —Switch Off Your Phone Agar Aapka Mobile Upar Wale Kisi Bhi Method Se Faat Charge Nahi Ho Raha Hai To Aapko Batadu Ki Aap Mobile Ko Charging Par Lagate Samay Mobile Ko Switch Off Is Se Hamare Mobile Me Chal Rahe Sabhi App Automatic Off Ho Jayege Aur Aapka Mobile Jaldi Charge Hona Suru Ho Jayega Yani Mobile Ko Fast Charge Karne Ke Liye Mobile Ko Swich Off Jarur Kar De

Yeh Bhi Padhe -


Some Extra Tricks : 

1. Mobile Ko Rojana Full Charge Na Kare 80-90% Charge Kar Ke Use Kare Han Hafte Me 2-3 Baar Full Charge Jarur Kar Le

2. Mobile Ko Kabhi Bhi Computer USB Se Jod Kar Charge Na Kare Is Se Mobile Fast Change Nahi Hota Hai

3. Mobile Phone Ko Charge Lagane Se Pahle Background App Ko Saf Kar Le Is Se Mobile Fast Charge Hota Hai

4. Fast Charging Apps Ka Use Bilkul Bhi Na Kare Kyoki Ye Apps Kudh Background Me Open Rahte Hai To Agar Aap Mobile Ko Fast Charge Karna Chate Hai To Fast Charging Apps Ka Bilkul Use Na Kare

5. Mobile Phone Ko Jaldi Charge Karne Ke Liye Aap Power Saving Mode On Kar Sakte Hai Is Se Aapka Mobile Aur Bhi Jaldi Charge Hone Lag Jayega

6. Mobile Ko Kabhi Bhi Puri Raat Charge Na Lagye Is Se Mobile Ki Battery Par Galat Effect Padta Hai Aur Mobile Jaldi Charge Hona Band Ho Jata Hai

Finally Aap Uapr Ke Mobile Ko Jaldi Charge Karne Ke Tarike Read Kar Jaan Gaye Honge Ki Kaise Hum Kuch Chhoti Chooti Galatiyo Ko Dur Kar Ke Hamare Mobile Ko Jaldi Charge Kar Sakte

Aaj Ki Hamari Ye Post ‘Mobile Ko Fast Charge Kaise Kare Mobile Ko Jaldi Charge Karne Ke Tarike’ Aapko Kaisi Lagi Comments Me Bata Sakte Hai

Post a Comment

1 Comments