Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Google Kya Hai? Puri Jankari Hindi Me

Google Kya Hai? Puri Jankari Hindi Me

Google Kya Hai Aur Kisne Banaya , Googel Kya Hai? Full Information Hindi Me,Google Ka Full Name, Google Kya Hai Kisne Banaya Puri Jankari Hindi Me —

Google To Hum Sabhi Hi Use Karte Hi Hai Lekin Agar Google Ke Bare Main Se Kisi Se Pucha Jaye Ki Google Kya Hai Aur Google Ko Kis Ne Banaya Kab Bana Google Hume Kya Service Provide Karata Hai To Bahut Sare Logo Ka Answer Galat Hoga Ya We Google Ke Bare Main Kuch Bata Nahi Payege, Aur Bahut Se Internet Users Ko Google Ke Bare Bas Itana Hi Jante Hai Ki Google Ek Search Engine Hai Agar Aap Ko Bhi Google Ke Baare Main Jayada Kuch Jankari Nahi Hai To Aapko Aaj Ke Is Artical Main Batane Wala Hun Aakhir Google Kya Hai Google Ko Kab Wa Kisne Banaye Banaya Is Tarah Ki Google Ke Bare Main Jankari Aapke Sath Share Karne Wala Hun


Internet Use Kare Wala Har Koi Vaykati Apne Internet Use Karne Wale Samay Ka Ek Bahut Bada Hisa Google Par Bitata Hai Kyoki Google Hamare Har Questions Ka Answer Bahut Jald Aur Sahi Deta Hai To Hame Bhi Google Ke Bare Main Kuch To Pata Hona Hi Cahiye Agar Aap Bhi Google Ke Bare Main Puri Jankari Lena Chahte Hai Ki Google Kya Hai Googol Kab Bana Kisane Banaye Aur Google Hame Koun  Si Service Provide Karata Hai To Yeh Meri Post 'Google Kya Hai? Puri Janlari Hindi Me' And Tak Read Kare Last Main Aapko Google Ki Total Information Mil Jayegi. 


Google Kya Hai? What Is Google


Google Ek American Multinational Company Hai Jo Hume Internet Se Rekeyed Services Provide Karati Hai Waise Google Ek Bahut Bada Search Engine Hai Jis Main Hum Akasar Kuch Search Karts Rahte Hai, Google Software, and Hardware Ke Sath Sath Google Internet Se Releted Apne Bahut Sare Apps Provide Karta Hai Jo Hamare Liye Usefull Hote Hai Exp: Gmail, Youtube Etc

Aap Alexa Ke Bare Main To Jante Hi Honge Agar Nahi Jante Hai To Aapko Bata Dun Ki Alexa Ek Aisi Company Hai Jo Kisi Bhi Site Ke Traffic Ko Monitor Karti Hai Agar Alexa Ke Hisab Se Dekha Jaye To Google 1st Rank Hai Wo Bhi Pure World Me

Google Kya Hai? Puri Jankari Hindi Me
 Google Kya Hai? Puri Jankari Hindi Me


Google Ki Full Form Kya Hai? Full Form Of Google, Google Ka Matalab Kya Hai


Google Ka Full Name Batne Se Pahle Aapko Bata Dun Ki Google Ka Naam Google Galati Se Rakha Gya Hai, Google Ka Naam Pahle Googol Rakha Jana Tha Parantu Spelling Mistake Se Google Rakh Diya Gya, Waise Google Ki Koi Aadhkarik Full Form Nahi Hai Jo Aaj Kal Chal Rahi Hai Wo Aapko Main Niche Bata Raha Hun

GGlobal

O — Organization

O — Of Oriented

G — Group

L — Language Of

E —  Earth

Google — Global Organization Of Oriented Group  Language Of Earth

Googol Mistake Se Google Naam Pada Is Ka Meaning Ek Badhut Badi Sankhya Hai Jaise Ek Ke Pichhe Bahut Sare Zero Aisa Hi Hume Kai Baar Dekhne Ko Milta Hai Goooooooogle

Google Kab & Kisne Banaya Ab Iska CEO Kon Hai?


Google 2 Friends Larry Page & Sergey Brin Ne PhD Me Koi Research Karte Samay 1996 Me Banaya Pahle Google Ka Naam Backrub Tha Jo Ki BackLinks Par Aadharit Tha Aur Koi File Ko Search Karne Ke Liye Banaya Tha Fir In Dono Ne Name Change Karne Ki Sochi Aur Backrub Se Googol Rakhna Chaha Lekin Choti Si Meaning Mistake Ke Karan Is Ka Name Aakhir Google Pad Gya Jo Aaj Kal Hum Sun Rahe Hai.

1996 Ke Baad 1998 Main Google Ne Apna Pahla Domain Liya Us Ke Baad Google Ne Apne Ne Se Related Sabhi Domain Register Kar Liye Jaise


CEO — Agar Google Ke CEO Founder Ki Baat Ki Jaye To Yahan Naam Aata Hai India Ke Sundar Pichai Ka Inhe Google Ka CEO Founder 10 August 2015 Main Banaya Gya Aur Salary US$199.7 Million(2016) Hai.

Google Services And Products


Google Ke Bare Main Ab Aap Jaan Hi Gaye Honge Ki Google Kya Hai Kisne Banaya Hai Ab Main Aapko Batane Wala Hun Ki Google Only Search Engine Ke Alawa Kya Hai To Aage Aapko Google Ke Products Ki Puri Jankari De Raha Hun.

1. Gmail : Google Mail 2004 Main Google Dawara Launch Ki Gai Thi Yah Ek Email Service Hai Gmail India Ke Sath Sath Pure World Me Popular Email Service Hai.

2. Youtube : YouTube Ke Bare Main Bhi Aap Achhi Tarah Jante Honhe Jo Ki Ek Online Video Shareing App Hai Is Main Hum Logo Ki Upload Ki Gai Videos Ko Dekh Bhi Sakte Hai Yeh Bhi Google Ka Ek Part Hai.

3. Google Map : Google Map Ki Help Se Hum Kisi Bhi Shahar Ya Gaav Ko Sath Main Koi Shop,Roads Ko Aasani Se Dekh Sakte Hai Google Ki Yah Service Koi Location Search Karne Main Hamari Bahut Help Karti Hai.

4. Google Drive : Google Drive Main Hum Apna Personal Data Online Save Rakh Sakte Hai Aur Kisi Bhi Samay Jarurat Padne Par Aasani Se Nikal Bhi Sajte Hai.

5. Google + : Google + Ek Social Media App Hai Is Main Hum Facebook Aur Twitter Ki Tarah Apni Pics Videos Share Kar Sakte Hai.

6. Google Chrome : 2008 Main Google Ne Apana Kudh Ka Ek Browser Lounch Kiya Jise Google Chrome Ke Naam Se Jante Hai Yah Uc Browser Aur Opera Browser Ki Tarah Hi Hota Hai Chrome Offical Sites Open Karne Ke Liye Bahut Achha Browser  Mana Jata Hai.

7. Play Music : Play Music Ki Service Bhi Google Hi Provide Karata Hai Play Music Ek Music Library Hai Jis Main Hum Music Sun Sakte Hai Wiase Yeh Music App Ki Tarah Hi Hota Hai.

8. Google Duo : Google Duo Ek Internet Se Video  Calling & Calling App Hai Jis Se Hum Internet Se Free Main Calling  & Video Calling Kar Sakte Hai.

9. Blogger : Google Blogger Ke Sahare Hume Free Main Websites  Banane Ki Suvidha Deta Hai Aur Blogger Par Free Main Site Bana Kar Hum Paise Bhi Kama Skate Hai.

10. Google Photo : Google Photo Ek Gallery App Hai Jis Main Hun Apne Mobile Ki Sabhi Photos Dekh Sakte Hai Aur Google Drive Main Bhi Save Kar Sakte Hai.

12. Paly Movies : Is App Ki Help Se Hum Online Payment Kar Ke  Movies Download   Kar Skate Hai.

13. Gboard : Google Board Ek Mobile Keyboard Hai Is Se Hum Kai Language Main Typing Kar Sakte Hai Sath Main Voice Typing Bhi Aasani Se Kar Sakte Hai.

14. Google Translation : Is Ki Sahayta Se Hum Hindi Se English Main Translat Kar Sakte Hai Aur English Se Hindi Main Bhi Translat Kar Sakte Hai Yah App 80 Language Ko Support Karta Hai.

15. Google Image : Google Image Ki Help Se Hum Kisi Ki Product Ki Image Search Kar Sakte Hai Or Us Ke Bare Main Jankari  Prapt Kar Skate Hai.

16. Google News : Google News Ki Help Se Hun News Dekh Sakte Hai Yah Hume Kuch News Results De Deta Hai Yahan Se  Hum News Dekh Sakte Hai.

17. Google Adsense : Google Adsense Bloggers Aur Youtubers Ko Ads Provide Karti Hai Jis Se Wo Paise Kama Sakte Hai.

18. Google Book : Google Book Yahan Par Hame Bahut Sari Online Books Mil Jati Hai Hum Yahan Se Books Ko Search Bhi Kar Sakte Hai.

19. Google Voice : Google Voice Ki Sahayta Se Hum Apne Mobile Ko Hendel Kar Sakye Hai Sath Main Google Par Bol Kar Bhi Search Lar Sakte Hai.

20. Google Earth : Google Earth Ki Help Se Hum Free Main Puri Duniya Dekh Sakte Hai Aur Hamare Aas Pass Ke Hotels Shops Ke Bare Me Jankari Bhi Le Sakte Hai.

Google Mobiles : Google Ne Kuch Dino Pahle Hi Apne Kuch Mobiles Lounch Kiya Hai Jin Ki List Main Aapko Aage De Raha Hun.
Google Pixel 2XL
Google Pixel 2
Google Pixel
Google Pixel XL
Google Pixel 6P
Google Pixel 

Google Ki Kuch Interesting Bate Jo Aapko Pata Nahi Hai


1. Google Ka Pahle Name Googol Tha Aur Google Name  Spelling Mistake Ke Karan Badal Gaya Tha.

2. Google 90% Kamai Ads Se Hoti Hai.

3. Google Office Main Kuch Bakariya Bhi Hai Jo Ki Office Me Ghaas Ko Katne Ke Liye Rakhi Jati Hai Taki Machine Ke Shor Se Bacha Ja Sake.

4. Google Ke CEO Sunder Pichai (Indian) Hai.

5. Google Ko 1998 Main Vinod Indian Khardana Chahta Tha. 

6. Google Par Doodles Sabse Pahle 1998 Main Dikhya Gya Tha.

Google Ke Hidden Features Aur Interesting Tricks Hindi Me


Google Ke Hidden Features Aur Interesting Tricks Main Pichhe Wali Post Main Batai Thi Main Aapko Yahan Us Ka Link De Raha Hun Aap Link Se Google Ki Interesting Tricks Dekh Sakte Hai.

Last Words: Aaj Ki Is Post Main Bataya Ki Google Kya Hai, Google Ka Malik Kon Hai, Google Ko Kab Banaya Gya, Google Ko Kis Ne Banaya, Google Ke Prudects Google Ki Interesting Bate Google Ke Hidden Features And Interesting Tricks, Google Ka Full Name Ke Bare Main Explain Main Bataya,


Ummed Karta Hun Ki Aaj Ki Post Google Kya Hai? Puri Jankari Hindi Me, Pasand Aai Hogi Agat Aapka Post Se Releted Koi Sujhav Hai To Aap Commemt Kar Sakte Hai.

Yeh Bhi Padhe :




Post a Comment

1 Comments

  1. thanks brother etna detail me google k bare me share karne k liye

    ReplyDelete