Amazing Android Mobile Sensor Secret Trick Hindi Me
Android Mobile Me Aap Sensor Ke Bare Me Jante Hi Honge Ki Android Mobile Me Sensor Kitana Useful Hota Hai But Aapko Abhi Android Mobile Ke Sensor Ki Secret Trick Ke Bare Me ku Pata Nahi Hoga Aaj Ki Is Post Me Aapko Android Mobile Me Sensor Ki Amazing Trick Ke Bare Me Batane Wala Hun Jaise Hum Android Mobile Ke Sensor Se Kya Kya Kar Sakte Hai.
Aap Android Mobile Ke Sensor Ke Ek Feature Ke Bare Me To Aap Jante Hi Honge Ki Jab Hum Kisi Se Phone Par Baat Kar Rahe Hote Hai To Mobile Hamre Kaan Ke Pass Jate Hi Band Ho Jata Hai Parantu Aapne Kabhi Socha Hai Ki Android Mobile Ke Sensor Ko Touch Kar Ke Kisi Bhi App Ko Open Kar Sakte Hai, Agar Nahi To Aaj Main Aapko Android Phone Me Sensor Ki Isi Amazing Trick Ke Bare Main Batane Ja Raha Hun.
Agar Aap Bhi Android Mobile Ki Is Amazing Sensor Trick Ko Use Karna Chate Hai To Aap Is Post Ko End Tak Jarur Read Kare Post Complete Read Karne Ke Baad Aap Bhi Aasani Se Android Phone Ki Amazing Sensor Trick Ke Bare Me Jaan Jayege, Or Aap Bhi Sensor Se Android Mobile Ke Apps Handle Kar Sakege.
Amazing Android Mobile Sensor Secret Trick Hindi Me |
Amazing Android Mobile Sensor Secret Trick Hindi Me Step By Step
To Chaliya Ab Aapko Amazing Android Sensor Secret Tricks Hindi Me Bata Hi Deta Hun Ki Hum Is Trick Ko Kaise Use Kar Sakte Hai Aap Android Sensor Ke Is Feature Ko Use Karne Ke Liye Ek App Install Karna Hoga Jo Me Aapko Aage Bata Raha Hun Aap Aage Diye Gaye Steps Ko Follow Kare Aur Android Sensor Trick Ka Maja Le.
Step —1 First Of All Play Store Se ‘Hovering Controls Free’ App Install Kar Le.
Step —2 App Install Karne Ke Baad Aap Jab App Open Karoge To App Kuch Permission Mangega To App Phone Me Ja Kar Permission De.
Step —3 Ab Aapke Samne Ye Window Open Hogi.
Amazing Android Mobile Sensor Secret Trick Hindi Me |
Hover Hold : Is Me Hum Apne Mobile Ke Sensor Par Press Karege To Jo Hamara App Select Kiya Gya Hai Wo Open Ho Jayega.
Slide Once : Is Me Agar Hum Android Mobile Ke Sensor Ko Ek Bar Slide Karege To Hamara Selected App Open Ho Jayega.
Slide Twice : App Ke Is Feature Me Hume Sensor Par Kai Bar Slide Karege To Selected App Open Ho Jayega.
Hover Hold ON/Off : Yahan Se On Kar Le. (Isi Tarah App Ke Aage Ke Features Slide Once,Slide Twice Me On Kare. )
App : App Ke Optoin Par Jakar Jo App Aap Sensor Par Click Karne Par Open Karna Chahte Hai Wo Select Kar Le.
Paly Button : Sab Se Niche Aapko Ek Play Button Milega Aap Us Par Only Click Kar De Is Par Click Kare Bager Aap Sensor Wala Feature On Nahi Kar Payege.
Step —4 Aap Isi Tarah Aage Wale Feature ( Slide Once, Slide Twice ) Ko Bhi On Kar Ke App Select Kar Ke Play Button Par Click Kar De.
Congratulation ! Ab Aapke Android Mobile Ka Sensor Feature On Ho Chuka Hai Aap Ab Sensor Par Click Kar Ke Ya Sensor Par Silde Kar Ke Aasani Se App Open Kar Sakte Hai.
Is App Ke Kuch Aur Bhi Features Hai Jaise Mobile Ki Display Off Ho Aur Music Band Karna Hai Alarm Band Karni Hai To Wo Aap Sensor Par Click Kar Ke Kar Sakte Hai Ye Features Aapko Is App Ki App Settings Me Mil Jayege.
Note : Agar Aap Is App Ko Uninstall Karna Chate Hai To Ye App Dusre Apps Ki Tarah Uninstall Nahi Hota Hai.Is App Ko Uninstall Karne Ke Liye Aap Sabse Pahle App Ko Kare, Ab Aapko Three Lines Dikhai Degi Us Par Click Kare Ab Aapko Yahan Par Last Me Uninstall Ka Option Milega Waha Se App Uninstall Kar Le.
Last Word : Aaj Ki Post ‘Amazing Android Mobile Sensor Secret Trick Hindi Me’ Me Aapko Batya Ki Kaise Hum Android Mobile Ke Sensor Ka Use Kar Ke Hum Koi Bhi App Open Kar Sakte Hai, Umeed Karta Hun Ki Aaj Ki Post Aapko Achhi Lagi Hogi Aur Aap Ne Kabhi Ye Aaisi Post Kahi Padhi Bhi Nahi Hogi, Agar Aapko Koi Post Se Releted Problem Hai To Aap Comment Jarur Kare.
0 Comments