Google Chrome Browser Ki Speed Kaise Badhaye
Namskar Dosto Chrome Browser Ke Bare Me To Aap Jaante Hi Honge Kyoki Agar Aap Computer Ya Laptop Use Karte Hai To Sabse Safe Aur Fast Browser Chrome Browser Hi Hai Aur Computers & Mobile Me Sab Se Jyada Use Kare Jane Wala App Hai Aur Kisi Bhi Company Ki Official Site Open Karne Ke Liye Sabse Best App Chrome Browser Hi Hai Agar Aap Bhi Google Chrome Browser Use Karte Hai But Is Ki Low Speed Se Pareshan Hai To Aaj Ke Is Tutorial Me Aapko Isi Ke Bare Me Jankari Dene Wala Hu Ki Chrome Browser Ki Speed Kaise Badhate Hai.
Chrome Browser Ki Speed Ki Agar Hum Baat Kare To Speed Bahut Achhi Hai Parantu Hamare Hi Galat Tarike Se Use Karne Se Chrome Browser Ki Speed Kam Ho Jati Ya Fir Hum Chrome Ka Jyada Use Karte Hai To Chrome Browser Ki Speed Kam Ho Jati Hai To Dosto Aaj Me Aapki Isi Problem Ka Solution Lekar Yaha Hu Jo Me Aapko Aage Post Me Batane Wala Hu Agar Aap Google Chrome Browser Ki Speed Badhana Chahte Hai To Aaj Ki Ye Post ‘Google Chrome Browser Ki Speed Kaise Badhaye’ Complete Read Kar Le Aage Aapko Pata Chal Jayega Ki Aakhir Chrome Browser Ki Speed Kaise Badhate Hai.
Chrome Browser Ki Speed Kaise Badhate Hai Is Ke Liye Aapko Me Yaha Par 5 Aasan Tarike Batane Wala Hu Aa Un Ways Ko Follow Kar Ke Apne Computer Ya Mobile Ke Chrome Browser Ki Speed Aasani Se Badha Sakte Hai
Yadi Aap Janana Chate Hai Ki Chrome Browser Me Save Password Ko Kaise Dekhte Hai To Maine Is Se Pahle 2 Post Me Aapko Yah Bata Chuka Hu Aap Niche Diye Link Par Jakar Read Kar Salte Hai Ki Chrome Browser Me Save Password Kaise Dekhate Hai.
Yah Bhi Padhe—
Google Chrome Browser Ki Speed Kaise Badhaye
1. Google Chrome Browser Update — Chrome Browser Ki Speed Kam Hone Ka Sab Se Bada Karan Ye Hai Ki Hum Chrome Browser Ka Old Version Use Karte Rahte Hai Parantu Google Chrome Browser Ka Update Version Aa Chuka Hota Hai Jis Me Kuch Naye Naye Features Available Hote Hai Jo Purane Version Me Nahi Hote Hai Is Karan Hamare Chrome Browser Ki Speed Kam Ho Jati Hai Agar Aap Abhi Chrome Browser Ka Old Version Use Kar Rahe Hai To Aap Use Abhi Update Kar Le Is Se Aapke Google Chrome Browser Ki Speed Badh Jayrgi.
2. Plugins Disable/ Off Kare — Hame Computer Me Chrome Browser Ki Unusefull Plugins Ko Off/Disable Kar Dena Chahiye Kyoki Jab Hum Chrome Par Koi Bhi Kaam Kar Rahe Hote Hai To Ye On Plugins Background Me Work Karti Rahtu Hai Is Karan Google Chrome Browser Ki Speed Low Ho Jati Hai Aur Ham Kaam Nahi Kar Pate Hai.
Chrome Browser Ki Plugins Disable Kaise Kare
Chrome Browser Ki Plugins Ko Disable Ya Off Karne Ke Liye Aap Is Chrome://Plugins Url Ko Url Box Me Type Karna Hai Aur Search Karna Hai Ab Aapke Samane Jo Plugins On Hai Wo Sabhi Dikhai Degi Aap Yaha Se Aapke Kaam Na Aane Wali Sabhi Plugins Ko Off / Disable Kar De Is Se Bhi Google Chrome Browser Ki Speed Aur Bhi Badh Jayegi.
3. History & Cache Delete Kare — Chrome Browser Ko Jab Hum Jayada Use Karte Hai To Google Chrome Browser Ki History Bahut Ho Jati Hai Is Se Cache File Bhi Ban J Hai Is Karan Chrome Browser Ki Speed Kam Ho Jati Hai Hame Chalane Pe Problems Aane Lagti Hai Agar H Google Chrome Browser Ki History & Cache Files Time Par Delete Karte Rahege To Google Chrome Ki Speed Badh Jayegi
History & Cache Delete Kaise Kare
Chrome Browser Ki History & Chache Delete Karna Chahte Hai Tp Aapko Sabse Phale Chrome Browser Ki Settings Jana Hoga Aapko Yaha History Ka Option Milega Aap Aapkp Yaha Par Aapki All Browsing History Mil Jayegi Sath Me Aapko Yaha Clear Browsing Data Ka Option Milega Aap Yaha Jakar Cache Files Aur All History Delete Ka Feature Milega Aap Yaha Se Chrome Ki History & Delete Kar Le Is Se Chrome Browser Ki Speed Aur Bhi Fast Ho Jayegi.
4. Chrome Browser Tabs — Agar Aapke Chrome Browser Ki Speed Bahut Kam Hai To Iska Ek Bada Karan Ye Bhi Ho Sakta Hai Ki Aapne Google Chrome Browser Me Aapne Bahut Sari Tabs Open Kar Rakhi Hai Is Se Kya Hota Hai Ki Is Se Chrome Browser Hang Hone Lagta Hai Aur Is Se Chrome Browser Ki Speed Bhi Kam Ho Jati Hai To Aap Chrome Browser Ko Use Karte Samay Kam Se Kam 2-3 Tabs Ka Hi Use Kare Nahi Kyada Ho Jane Par Chrome Ki Speed Kam Ho Sakti Hai Agar Aap Chrome Browser Ki Speed Badhana Chahte Hai To Tabs Kam Se Kam Use Kare.
5. Remove & Disable Extensions — Chrome Browser Me Agar Aap Extensions Ka Use Karte Hai To Bhi Google Chrome Browser Ki Speed Kam Ho Jati Ha Kyoki Ye Extensions Bhaut Features Hote Hai Is Karan Chrome Browser Ki Speed Kam Hoti Hai Chrome Browser Ki Speed Badhane Ke Liye Aap Extension Remove Kar De Is Se Aapke Chrome Browser Ki Speed Aur Bhi Badh Jayegi.
Chrome Extensions Remove & Disable Kaise Kare
Agar Aap Chrome Browser Ki Speed Badhane Kr Liue Google Chrome Browser Ki Extensions Ko Remove Karna Chahte Hai Hai To Is Chrome://Extensions URL Ko URL Box Me Search Kare Ab Aapko Yaha Par Google Chrome Browser Ki Extensions Mil Jayegi Aap Yaha Se Sabhi Extensions Delete Ya Remove Kar Sakte Hai.
At Last — Aaj Ki Post ‘Google Chrome Browser Ki Speed Kaise Badhaye’ Jana Ki Kaise Hum Computer Ya Laptop Me Google Chrome Ki Speed Ko Badha Sakte Hai Sath Me Aapko Pata Chala Ki We Kon Kon Si Galatiya Hai Jin Ko Nahi Kar Ke Hum Google Chrome Browser Ki Speed Badha Sakte Hai.
Umeed Karta Hu Ki Aapko Aaj Ki Post Chrome Browser Ki Speed Kaise Badhaye Pasand Aai Hogi Agar Aapko Chrome Browser Ki Speed Badhane Me Kahi Problem Aa Rahi Hai To Comment Jarur Kare Aur Post Ko Share Karna Na Bhule Dhanywad
Yah Bhi Jarur Padhe —
0 Comments