Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Current Account Aur Saving Account Me Kya Difference Hai? Hindi Me

Current Account Aur Saving Account Me Kya Difference Hai

Namskar Dosto Aaj Me Aapko Bank Se Judi Ek Information Share Karne Wala Hu Is Post Me Aapko Batane Wala Hu Ki Current Account And Saving Account Me Kya Anatar Hai Yani Chalu Khate Aur Bachat Khate Me Kya Anatar Hai Agar Aap Bank Account Open Karwana Chahte Hai Ua Fir Aapka Already Bank Account Hai To Aapko Sab Se Pahle Information Yah Honi Chahiye Ki Current Account And Savings Account Me Kya Difference Hai Agar Aapko Abhi Tak Is Ke Bare Me Koi Jankari Mahi Hai To Chaliye Aaj Ki Post Me Aapko Yah Hi Batane Wala Hu.

Jab Hum Bank Me Account Open Karwate Hai To Waha Par Hame Form Me 2 Option Milate Hai Current Account & Saving Account To Us Samay Hum confuse Ho Jate Hai Ki Ye Current Account Aur Saving Account Kya Hota Hai In Me Se Kon Sa Option Select Kare Current Account Aur Saving Account Me Antar Kya Hota Hai? Agar Aapke Bhi Ye Hi Questions Hai To In Sabhi Questions Ka Answers Janane Ke Liye Post Ko Complete Read Kar Le.

Jyada Idhar Udhar Ki Baat Na Karte Huye Topic Par Aate Hai Aage Ki Post Me Aapko Pahle Me Aapko Bataunga Ki Saving Account Aur Current Account Kya Hai Aur Kis Kaam Aate Hai Aur Aage Ki Post Me Aapko Saving Account & Current Account Me Kya Antar (Difference) Hai, Difference Between Current Account And Savings Account. To Chaliye Pahle Baat Karte Hai Saving Account Aur Current Account Kya Hai.

  1.  Saving Account Kya Hai Puri Jankari Hindi Me—Saving Bank Account Jise Hum Hindi Me बचत खाता Bhi Kahate Hai Jise Aam Tor Par Bank Account Me Khola Jata Hai Is Account Me Hum Apni Saving Ke Paise Jama Kara Sakte Hai Aur Hame Un Paiso Par Byaj Bhi Milata Hai Aur Tax Bhi Jagata Hai Saving Account Me Hum Limits Se Jyada Paise Nahi Nikal Sakte Hai Agar Jyada Paise Nilalte Hai To Hame Extra Charge Bhi Dena Padta Hai Saving Account Lagbhag Sabhi Ke Pass Mil Jata Hai.
  2. Current Account Kya Hai Puri Jankari Hindi MeCurrent Account Ko Hindi Me चालू खाता Kahte Hai Jis Tarah Naam Se Hi Pata Chalta Hai Ki Current Account Hai Yani Is Account Me Hum Paise Kitane Bhi Kabhi Bhi Nikal Sakte Hai Current Account Me Hame Bank Koi Byaj Nahi Deta Aur Is Account Me Paiso Ki Kuch Limits Hoti Hai Agar Hum Paiae Us Limits Se Kam Rakhate Hai To Hame Bank Ko Iska Change Bhi Dena Pad Sakta Hai Current Account Jyadatar Business Men Ke Hote Hai Kyoki Unhe Paise Month Me Kai Baar Nikalne Hote Hai Is Liye Wo Saving Account Nahi Rakh Pate.

चालू खाते और बचत खाते में अंतर — Difference Between Current Account And Saving Account


Aapko Upar Bayaye Anushar Pata To Chal Hi Gya Hoga Ki Current Accout Aur Saving Account Kya Hai To Ab Aapko Me Batane Wala Hu Ki Current Account Aur Saving Account Me Kya Antar (Difference) Hai Agar Aap Bhi Yahi Janana Chahte Hai To Aage Ke Kuch Steps Achhe Se Read Kar Le.


  • Current Account Me Hum Month Me Kitane Bhi Paise Nikal Sakre Hai Koi Limits Nahi Hoti Hai Parantu Saving Account Me Kuch Limits Hoti Hai Un Se Jyada Paisa Hum Nahi Nilal Sakte Hai Agar Hum Jyada Paisa Nilalte Hai To Hame Extra Charge Dena Padta Hai.
  • Current Account Me Hame Kam Se Kam 2-3 Hajar Ruaye Rakhane Hote Hai Nahi To Account Close Ho Jata Hai Aur Saving Account Me Aisa Nahi Hota Hai Hum 0 ₹ Bhi Rakh Sakte Hai Kyoki Yah Hamara Saving Account Hota Hai.
  • Current Account Me Hame Bank Me Pade Paiso Par Byaj Nahi Milata Hai Parntu Saving Account Me Hame 6% Yearly Byaj Milata Hai.
  • Current Account Me Paiso Ka Len Den Jayada Hota Hai Parantu Jo Saving Account Hota Hai Is Me Hame Jayada Transaction Nahi Kar Sakte Is Se Hamare Paise Bach Jate Hai Yani Save Ho Jate Hai.
  • Current Account Me He Chek Ki Facility Bhi Mil Jati Hai Jis Se Hum Paise Aasani Se Withdraw Yah Facility He Saving Account Me Bhi Mil Jati Hai.
  • Current Account Me Bank Over Draft Ki Facility Bhi Hame Mil Jati Hai Iska Matalab Ye Hai Ki Agar Kisi Samay Aapke Account Me Paise Kam Hai Aur Aapko Jyada Paiso Ki Jarurat Hai To Aap Jayada Paise Nikal Sakte Hai But Saving Account Me Ye Facility Nahi Milati Hai.
  • Current Account Jyadatar Businessman Logo Ke Hote Hai Kyoki Wo Jyada Transaction Karne Hote Hai Aur Saving Account Saving Karne Walo Ka Hote Hai.

Conclusion — 

Aaj Ki Post Current Account Aur Saving Account Me Kya Difference Hai Me Aapne Sikha Ki Current Account Kya Hota Hai Aur Saving Account Kya Hai Aur Current Account & Saving Account Me Kya Difference Hai Umeed Karta Hu Ki Aapko Aaj Ki Post Pasand Aai Hai To Comment Aur Share Jarur Kare. 

Post a Comment

0 Comments