Airtel Call Details,History Nikalne Ke Tarike In Hindi
Airtel Call Details Kaise Nikale, Airtel Call Details Nikalne Ke Tarike,Airtel Call History Kaise Nikale,Airtel Call History Nikalne Ke Tarike,Airtel Call Detail Nikalne Ka Tarika,Call Details Nikalne Ka Tarika
—Hello Friends, Agar Aap Airtel Ke Users Hai To Aaj Ki Ye Post Aapke Liye Bahut Useful Hone Wali Hai Kyoki Is Post Me Aapko Batane Wala Hu Ki Kaise Hum Airtel Number Ki Call Details Kaise Nikalte Hai Aap Bhi Agar Airtel Call Details Nikalna Chahte Hai To Aap Hamari Aaj Ki Ye Post Complete Read Kare Aage Aapko Pata Chalega Ki Kaise Hum Kisi Bhi Airtel Number Ki Call Details Nikal Sakte Hai.
Airtel Number Ki Call Details Nikalna Chate Hai Wo Bhi Apne Kisi Friend,BF,GF Ya Kisi Family Member Ki To Aap Nikal Sakte Hai Kyoki Sabhi Telecom Company Apne Users Ko Call Details Nikalne Ka Feature Provide Karwati Hai Yadi Aap Yeh Nahi Janante Hai Ki Kisi Number Ki Call Detail Kaise Nikalte Hai, How To Check Airtel Call Details, Airtel Call History Kaise Nilalte Hai, Airtel Call Details Kaise Nikalte Hai To Aapko Tension Lene Ki Koi Baat Nahi Hai Aage Aapko Yeh Hi Bayane Wala Hu Ki Airtel Call Details Kaise Nikalte Hai.
Airtel Call Details, History Nikalne Ke Tarike In Hindi |
Aaj Me Aapko Jis Trick Ke Bare Me Batane Ja Raha Hu Aap Us Trick Ka Use Kar Kisi Bhi Airtel Number Ki Pichle 1-6 Months Ki Call Details Nikal Sakte Hai Agar Aap Itani Call Details Nahi Nikalna Chahte Hai Ya Fir Kisi Number Ki Last 5 Call Details Nikalna Chahte Hai To Aapko Ek Aur Trick Bataunga Aap Us Trick Se Apne Airtel Number Ki Last 5 Call Details Nikal Sakte Hai Wo Bhi Bilkul Free, Airtel Call Details Nikalne Ki Kuch Requirements Hai Jo Aapko Aage Bata Raha Hu Aap Us Ke Bina Airtel Call Details Nahi Nikal Payege.
Requirements —
- Aapke Airtel Number Ki Call Details Nilalne Ke Liye Ek Email Address Ki Jarurat Hogi.
- Jis Airtel Number Ki Aap Call Details Nilalna Chahte Hai Wo Aapke Pass Hona Chaiye
- Jis Number Ki Call Details Nilalna Chahte Hai Wo Airtel Ka Hona Chaiye
Agar Upar Di Gai Requirements Ko Aapne Follow Kiya Hai To Aap Aasani Se Airtel Ki Call Details Niche Diye Gaye Steps Ko Follow Kar Ke Nikal Sakte Hai.
Airtel Call Detail Nikalne Ke Tarike
Aapko Bata Du Ki Pahle Hum Airtel Call Detaile Online Bhi Nikal Sakte The Parantu Ab Call Details Only Offline Hi Nikal Sakate Hai Aage Me Aapko Offline Airtel Call Details Kaise Nilalte Hai Is Ke Bare Me Bata Raha Hu Aap Aage Bataye Steps Ko Follow Kare Aur Kisi Bhi Airtel Number Ki Call Details Nikal Le.1. Airtel Number Ki Call Details Nikalne Ke Liye Aapko Sabse Phahle Ek SMS Send Karna Hoga Iske Liye Aap Apne Phone Me Text Message Box Open Kare.
2. SMS Me Aapko Age Ye Typ Karna Hai
EPREBILL<Month> Email Address
Month : Yaha Aap Jis Month Ki Call Details Pana Chahte Hai Us Month Ke First 3 Capital Word Likh De.
Email Address : Yaha Wo Email Address Dale Jis Par Apne Number Ki Call Details Pana Chahte Hai.
For Example : Agar Me March Mahine Ki Call Details Nikalwana Chahta Hu To Is Tarah SMS Setup Kare
EPREBILL MAR Harsh@gmail.Com
3. Ab Is SMS (Message) Ko 121 Par Send Kar De Aapko Bata Du Ki Yeh Aaj Kal Bilkul Free Hai Iska Koi Bhi Charge Nahi Lag Raha Hai.
4. Message Send Karne Ke Baad Aapke Pass SMS Se Ek Password Aayega Jo Ki Aapki Email Par Aai File Ko Open Karne Ke Kaam Aayega.
5. Ab Aap Apna Email Check Kare Waha Par Aapko Airtel Ki Taraf Se Ek Mail Aya Hai Us Me Aapko Ek File Milegi Pahale Use Download Kar Le Ab Us File Ko Open Karne Ke Liye Password Mangega Waha Aap Jo SMS Se Password Aaya Tha Wo Laga De.
6. Ab Aapke Samane Aapke Airtel Number Ki Call Details Hogi
Is Mail Me Aapko Aapke Airtel Number Se Ki Gai Sabhi Calls,Time,Date Sab Kuch Mil Jayega.
Is Tarah Aap Kisi Bhi Airtel Number Ki Offline Call Details Aasani Se Nikal Sakte Hai Aap Is Tarike Se Last 6 Months Me Se Kisi Bhi Month Ki Call Detail Nikal Salte Hai.
Airtel Call Details Ghar Par Kaise Paye Bilkul Free
Ji Ha Dosto Agar Aapke Pass Koi E-mail Address Nahi Hai Aur Aap Kisi Number Ki Call History Apne Ghar Me Pana Chate Hai To Aaj Aasani Se Mungwa Sakte Hai Aapko Iske Liye Kuch Steps Follow Karne Hoge Jo Aapko Me Niche Bata Raha Hu.
1. Sabse Pahle Aap Apne Mobile Me SMS Box Open Kare
2. Ab Ek Yeh SMS Typ Kare- PPREBILL<Month><Billing Address>
- Month: Yaha Us Month Ka Name Likhe Jis Month Ki Call Details Niklwana Chahte Hai.
- Billing Address : Yaha Wo Address Dale Jis Address Par Aap Airtel Call Details Pana Chate Hai.
3. Aur Ab Is SMS Ko 121 Par Send Kar De Aapko Bata Du Ki Ye Service Bilkul Free Hai.
Yadi Airtel Call Nikalne Ke Tarike Ki Baat Kare To Ek Ye Bhi Achha Tarika Hai Is Tarike Me Hum Apne Mobile Se Last 5 Call History Aasani Se Nikal Sakte Hai Is Ke Liye Aap *121*7# Dail Karna Hoga Aur Aapke Samane Airtel Number Ki Last 5 Call Details Hogi.
At Last : Aaj Ke Tutorial Me Aapne Sikha Ki Kaise Hum Airtel Ke Kisi Bhi Number Ki Call Details Apne E-mail Address Par Kaise Pate Hai Iske Sath Sath Aapko Yah Bhi Sikhne Ko Mila Ki Agar Aapke Pass Koi Email Address Nahi Hai To Airtel Call Details Kaise Nikale,Airtel Call Details Nikalne Ke Karike. Agar Aapko Aaj Ki Post Airtel Call Details Kaise Nikale (Airtel Call Details Kaise Nilalte Hai.) Pasand Aai Hai To Apne Dosto Ke Sath Jarur Share Kare.
0 Comments